- Get link
- X
- Other Apps
Posts
Showing posts from July, 2020
Kash Kabhi Hota Ye Me
- Get link
- X
- Other Apps
Kash Kabhi Hota Ye Me Kash Kabhi Hota Ye Mer y Ikhti y ar Main Main Rang Deta Tujh y Apn y P y ar Main Main Itna P y ar Deta Tujh y Jan-e-Aarzu Tum Khud Ko BhuLa Det y Mer y Aitbar Main Tum Jo Kabhi BuLat y MuLaqat K Li y e Bechen Ho K Phirt y Mer y Intizar Main Main Der Se Jo Aata Naraz Ho K Har Bat Ka Jawab Det y Tum Inkar Main Tum Jo Rooth Jat y Mujhs y Kisi Bat Pe Main Tumhe Manata Barr y Israr S y Mana Kar Tum Mujhs y Sirf Ye Keht y Hai Nahi Koi Kami Ter y Pi y ar Main.
Raste ka intikhab
- Get link
- X
- Other Apps
Raste ka intikhab zurori sa ho gaya Ab ekhtataam baab zurori sa ho gaya Hum chup rahay to aur bhi ilzaam aaye ga Ab kuch nah kuch jawab zurori sa ho gaya Hum talte rahay ke yeh nobat nah anay paye Phir hijar ka azaab zurori sa ho gaya Har shaam jald sonay ki aadat hi par gayi Har raat aik khawab zurori sa ho gaya Aahoun se toot-ta nahi yeh gunbad siyah Ab sang aftaab zurori sa ho gaya Dena hai imthehaan tumharay faraaq ka Ab sabr ka nisaab zurori sa ho gaya
Gazal
- Get link
- X
- Other Apps
Dil K Aaeny Mein Tasveer Tumhari Hai Ya Tasveer Hum Ko Jaan Sy Pyari Hai Tum Sada Raho Aabad or Khush Ya Tamna Aaj sy Humari Hai Tum Sy Mil Kr Hi Seekhi Hai Muhabat Hum Ny Tum Ny He Ya Zindage Sanwari Hai Tumari Saanso Sy Bundi Bundi Mere Jeewan Ki Doori Hai Humare Leay he RAB Ny Ya Suraat Aasman Sy Utari Hai Tere Milny Sy Mila Maqsad-e-Hiyat Muj Ko Aaj Tak To Zindage Hum Ny Raegaan Guzari Hai
HAshim Gazal
- Get link
- X
- Other Apps
Pyaar ka meetha “Ehsaas” dilane laga hai tu Pyaar ka meetha “Ehsaas” dilane laga hai tu Ab to mujh se mujhi ko churane laga hai tu Teri chahtooN ka chaaya hai saroor is qadar Har pal har jagah nazar aane laga hai tu Veeraan thi yeh zindgi tere aane se pehle Khushiyoon ke sapne mujhe dhikane laga hai tu Har pal mujhe hota hai bas tera hi “Ehsaas” Is qadar meri saansoN mein samaane laga hai tu Ek pal ki bhi doori seh nahi paata hoon main Hoke juda kyun mujhe azmaane laga hai tu Raah chalte hue aksar hota hai yeh gumaan Ke ban saaya saath mere aane laga hai tu Naam koi bhi looN to naam aaye tera labooN pe Ban ke jadu meri rooh mein samaane laga hai tu Teri yadoon se hi aksar hota hai dil munawwar mera Ghul ke saath lahoo ke nas nas mein samaane laga hai tu Jaane kaun si dor hai teri aur kheench le jaati hai Mujh ko apna deewana banaane laga hai tu Tasvvur mein aksar hota hai yeh mehsoos mujhey Chorr k duniya meri baNhooN mein samaane laga hai tu Yeh to bata ke kya naam dooN iss deew...
Mian Gazal
- Get link
- X
- Other Apps
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia Be-khabar hanste rahe aur ba-khabar rote rahe Me khanay ki tauheen hai rindo ki hatak Kam zarf ke haath me agar jaam diya jayai Hum karain baat daleelon se to rud hoti hai Is ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai Abhi mitti na khunki thi abhi paani na barsa tha Magar bazm-e-anasir me tere hone ka charcha tha
New Gazal
- Get link
- X
- Other Apps
Khuda kare ke mohabbat mein woh maqam aye Khuda kare ke mohabbat mein woh maqam aye, Kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aye, Tera pyar mere gesu’yon ki uljhan ho, Tumhare wasty dil ka chiragh roshan ho, Seher-e-nazar se mile zulf leke shaam aye, Mere khayalon ki tasveer hu’bahu ho tum, Mere huzoor nigahon ki aarzu ho tum, Isi tarah se nigah uthey sallam aye, Jahan talak yeh haseen gungunati shaam chale, Nazar nazar se mile, dil se dil ki baat chale, Hamare dil ki tarap kuch to apne kaam aye..
Popular posts from this blog
Mian Gazal
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia Be-khabar hanste rahe aur ba-khabar rote rahe Me khanay ki tauheen hai rindo ki hatak Kam zarf ke haath me agar jaam diya jayai Hum karain baat daleelon se to rud hoti hai Is ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai Abhi mitti na khunki thi abhi paani na barsa tha Magar bazm-e-anasir me tere hone ka charcha tha
Sweet Ghazal
Urooj par hai Tumhara Mosam, Khizaan main Tum ko Khareed lengay, Bano gay Hum say Reham K Talib, Na Tumko Mohlat Mazeed dengay, Adaa K Qissay hwy Purany, Jafa ka Mousam Khatam hi samjho, Karengy Tum say Hisaab jana, Na Tum ko Mohlat Mazeed dengay, Wafa ki Lalach main Hum nay Jana, Khoon apna JALA diya hai, Faraib-o-Masti K Badlay Tum ko Saza bhi Sun lo Shadeed dengay, Urooj par hay Tumhara Mousam, Khizaan main Tum ko khareed lengay. . => Mian Hashim>>